Atma pavitra hoti hai, par perfect nahi hoti. Soul is pure but not perfect. Perfect banne ke liye hum is dharti pe janam lete hai jaise hum seekhein aur improve karein. To suppose ek aatma mein yeh problem hai ki use lagta hai use koi pyar nahi karta...to woh aise hi logon ko attract karega apne life mein jo uske yeh soch ko aur pakka karne mein help karenge. Matlab jo bhi log uske life mein aayenge woh use yah to chor denge yah cheat karenge. Agar us aatma ne positive thinking aur spirituality karke is thought ko hata diya tab uske life mein aise log aayenge jo use bahot pyar denge. Hum wahi attract karte hain jo humare andar hota hai. Agar hum yeh soche ki mujhe sab log dhoka dete hain....to dhokebaaz log hi life mein aayenge. So, basically "Positive Affirmation" is very important and so is "Radical Forgiveness". Humein khud ko khud hi heal karna hoga....warna isi type ke logon se mulakat hoti rahegi.